ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Jeena Sirf Merre Liye > Tu Hai Sola

Jeena Sirf Merre Liye ( Hindi Film Songs )

Allah Allah
Dupatta
Ek Baar To India
Jeena Sirf Merre Liye
Kash Ke Tujhse Milte
Pyaar Mange


Tu Hai Sola song lyrics

--MALE--
Sweetheart!
O, tu hai solaah satraah saal ki
Par ladki hai kamaal ki
Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
Tujhpe yeh dil aa gaya

--FEMALE--
O tu hai satraah atraah saal ka
Par ladka hai kamaal ka
Mere dil pe tu chha gaya, haai
Mere dil pe tu chha gaya

--MALE--
Teri madhosh yeh aankhen, teri mastaani ada
Dekhte hi sanam tujhko ho gaya tujhpe fida

--FEMALE--
Teri deewaangi dekhi to main bhi khone lagi
Mere mehboob jaaneman teri main hone lagi

--MALE--
Kya hai rangat gore gaal ki
Par ladki hai kamaal ki
Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
Tujhpe yeh dil aa gaya

--FEMALE--
O tu hai satraah atraah saal ka
Par ladka hai kamaal ka
Mere dil pe tu chha gaya, haai
Mere dil pe tu chha gaya
Tere jaisa kahin koi nahin hoga zamaane mein
Tera hi naam aayega mere har ek fasaane mein

--MALE--
Meri yaadon ki angdaai, mere khwaabon ki kali
Churaake chain chori se kahan laheraake chali

--FEMALE--
Tu deewaana meri chaal ka
Par ladka hai kamaal ka
Mere dil pe tu chha gaya, haai
Mere dil pe tu chha gaya

--MALE--
Tu hai solaah satraah saal ki
Par ladki hai kamaal ki
Tujhpe yeh dil aa gaya, haai
Tujhpe yeh dil aa gaya

Other songs of the movie Jeena Sirf Merre Liye

Allah Allah
Dupatta
Ek Baar To India
Jeena Sirf Merre Liye
Kash Ke Tujhse Milte
Pyaar Mange

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Namakool

Bheegi Bheegi Si

Chhod De Patang

Yeh Kaali Kaali Aankhen

Mera Raaja Beta Bujhe Ek Paheli

Yeh Kahan Aa Gaye Hum

Kabhi Dil Dil Se Takaraata To Hoga

Bade Badai Na Kar

Soni Soni

Sajna Ve Sajna