ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Jhumroo > Koi Humdum Na Raha

Jhumroo ( Hindi Film Songs )

Main Hoon Jhoom Jhoom
Matwale Hum Matwale
Thandi Hawa Yeh Chandni


Koi Humdum Na Raha song lyrics

hey hey hey hey, ho ho ho ho, hmm hmm hmm hmm hmm
koi hamdam na rahaa koi sahaaraa na rahaa
ham kisi ke na rahe koi hamaaraa na rahaa
koi hamdam na rahaa sahaaraa na rahaa

(shaam tanhaai ki hai aayegi manzil kaise) -2
jo mujhe raah dikhaaye, vahi taaraa na rahaa
koi hamdam na rahaa sahaaraa na rahaa

(ai nazaaron na hanso mil na sakooNgaa tumse) -2
tum mere ho na sake, main tumhaaraa na rahaa
koi hamdam na rahaa sahaaraa na rahaa

(kyaa bataaooN main kahaaN yuN hi chalaa jaataa hooN) -2
jo mujhe phir se bulaa le vo ishaaraa na rahaa
koi hamdam na rahaa...

Other songs of the movie Jhumroo

Main Hoon Jhoom Jhoom
Matwale Hum Matwale
Thandi Hawa Yeh Chandni

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Koi Aap Sa

Kyon Ki Itna Pyar Part 1

Chandi Ki Daal Par

Niraala Mohabbat Ka Dastur Dekha

phir wahi raat hain

Phoonk De- Club Mix

Rootho Naa

Bahaaron Phool Barsaao

Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta

La De Mohe Baalama