Music > Jodhaa Akbar > Man Mohana Man Mohana
Man Mohana Man Mohana song lyrics
Man Mohana Man mohana
Kanha sunona aaa
Tum bin paun kaise chaina
Tarsu Tumhiko din raina
Chodke apne kashi mathura 2
Aake Basao More nain
Tum bin paun kaise chaina
Kanhaaa
Tarsu Tumhiko din raina
Ek pal ujiraya aaye
Ek pal andhiyara chaye
Maan kyun na dhabraye
Kaise na Dhabraye
Maan jo koi dhara
Apni rahon mein paaye
Kaun disha jaye
Tum bin kaun samjhaye 2
Raas Rachiyan brindavan ke
Gokul ke basi
Radha tumhri daasi
Darshan ko hai pyaasi
Shaam Shalone Nand lala Krishna banwari
Tumri chab hai nyari
Mein to hoon tan man hari 2
Man Mohana Man Mohana Man Mohanaaaaa Man Mohana
Kanha sunona aaa
Tum bin paun kaise chaina
Tarsu Tumhiko din raina
Jeevan ek nadiya hai
Lehron lehron behti jaye
Ismein man ki naiyaa
Doobe kabhi tar Jaye
Tum na Khewaiya ho to
Koi tat kaise paaye
Majdhaar rehlaye
Tu tumri saran aaye
haan tumri saran aaye
Mein hoon tumhari
hai Tumhara yeh mere jeevan
Tumko hi dekhon mein
Dekhun koi darpan
Bansi Ban jaungi
In hooton ki ho jangui
In sapno se jalthal
Hai mera maan agan
Other songs of the movie Jodhaa Akbar
Azeem-O-Shaan Shahenshah In Lamhon Ke Daaman Mein Jashn-E-Bahaara Khwaja Mere Khwaja
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Aankhein Khuli To
Rangoli Sajaao Re
Sabse Pehle Sangeet Bana
Aaja Kar Le Muqaabila Ye Baazi Pyaar Ki
Megha re bole
Apne Dil Se Badi Dushmani Ki
Are Dekhi Zamaane Ki Yaari
Daaman Men Daagh laga Baithe
Tez Dhaar
Aaise Na Thukrao Aye Sanam
|
|