Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Teri meri chaahat ka baras raha saawan
Boond giri dil pe to bheeg gayi dhadkan
Khulke mile aashiq to toot gaye bandhan
Jawaan dilwalon ka aaj hua sangam
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Aisa ek baar na sau baar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua allahmiya
Bhari barsaat mein ikraar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya
Haan mujhe pyaar hua pyaar hua allahmiya