ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Jungle > Sorry Baba Sorry

Jungle ( Hindi Film Songs )

Aiyo Aiyo Rama
Do Pyaar
Jaan
Patli Kamar
Pehli Baar


Sorry Baba Sorry song lyrics

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na
Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha
Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na

Aise dil ko todo na jaanam jaane bhi do
Baahein meri chhodo na nazdeek aane bhi do
Ja jhoothe teri baatein na maanoon re
Come on
Tu kya hai kaisa hai pehchaanoon re
Ya ya

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na

Jhootha vaada tera hai na tha mujhko pata
Sachcha gussa mera hai tune ki hai khata
Kuchh ulta seedha main kar jaoonga
Achchha
Na maanogi tum tomar jaoonga
Mar jaao

Sorry baba sorry mujhko maaf kardo na
Phir na galti hogi ab dil saaf kardo na

Arre re ruko ruko kya kar rahe ho

Main kya karoon ho gaya late main kuchh kaam se jaana tha
Theek hai baba
Raste mein traffic jam tha mushkil bada aana tha

Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya
Achchha baba achchha baba maine maaf kar diya

Other songs of the movie Jungle

Aiyo Aiyo Rama
Do Pyaar
Jaan
Patli Kamar
Pehli Baar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Meri Jawani

Gajab Ka Hain Din

Chalo Chalen Maan

Rabba Ishq Na Hove

Bhuja Do Deepak Hoon

Pyar Karne Wale

Mujhe Kehate Hain

Lekar Hum Diwana Dil

Aan Milo Ya Milne Se