Aarzoo hai pyaar ki
Dil ki hai intezaa
Hai khwaaishe dhadkan ki yeh
Na rahe ab Dooriyan
Baahon mein baahein ho raat din
Pyaar ho darmiyan
Tune dil ko chua hai
O jaane jaan
Yeh mujhe kya hua
O jaane jaan
Chand ki chandani se dhoola roop hai
Tu hasin shaam hai
Gunguni dhoop hai
Teri Khayalon se aabad hai
Mere dono jahan
Tune dil ko chua hai
O jaane jaan
Yeh mujhe kya hua
O jaane jaan
Is kadar tut ke Main tujhse pyaar doon
Tujhpe dil zindagi yeh jahan vaar doon
Meri duaon ka asar hai tu
Ya hai rab ki dua
Tune dil ko chua hai
O jaane jaan
Yeh mujhe kya hua
O jaane jaan
Aarzoo hai pyaar ki
Dil ki hai intezaa
Hai khwaaishe dhadkan ki yeh
Na rahe ab Dooriyan
Baahon mein baahein ho raat din
Pyaar ho darmiyan
Tune dil ko chua hai
O jaane jaan
Yeh mujhe kya hua
O jaane jaan
Tune dil ko chua hai
O jaane jaan
Yeh mujhe kya hua
O jaane jaan