Music > Kala Bazaar > tanh tanh ki suno jhankaar yeh duniya hai kala bazaar
tanh tanh ki suno jhankaar yeh duniya hai kala bazaar song lyrics
Tanh tanh ki suno jhankaar
yeh duniya hai kala bazaar
yeh paisa bolta hai yeh paisa bolta hai
main ghol hoon duniya ghol
jo bholu toh khol du sabki phol
yeh paisa bolta hai
Dhan gora ho ya kala ho
jag uska jo paise wala ho
haklese miley yah rishwat se
banta hai muqadar daulat se
sacha hai yaha kangaal
toh beimaan hai maalamal
yeh paisa bolta hai
Bhagwan ke ghar bhi khot chaley
pooja ke liye bhi note chaley
jo chahe karwalo dhan se
har kaam banne donation se
milta hai uski ko vote
dikhaye jo voter ko note
yeh paisa bolta hai
Paison pe agar main marta hoon
batlaon bhura kya karta hoon
jab bazti hai shenai dhan ki
tab uthti hai doli dulhan ki
main gangu teli ko tu raat
gadhon ke sar peh rakh du taaj
Other songs of the movie Kala Bazaar
Jhuma jhuma do hi mulakaton mein
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Haan Jab Tak Hai Jaan
Bumbai Se Aaya Mera Dost Remix)
Dost Ban Ke Aaye Ho
Aao Mil Jaye
O Mehndi Rang Layee
Gori Tere Ang Ang Mein
Jhoot Bole Kauva Kaate
Ankhiyan Na Maar
Kasam Khaake Kaho
Rama Rama Kya Hai Dramaa
|
|