ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Kala Bazar > Rim Jhim Ke Tarane

Kala Bazar ( Hindi Film Songs )

Apni To Har Aah
Khoya Khoya Chand
Na Main Dhan Chahoon
Saanjh Dhali
Sach Hue Sapne Tere
Yeh paisa bolta hai


Rim Jhim Ke Tarane song lyrics

[Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat ] 2

[Bheege tan man pade ras ki puhaar
Pyaar ka sandesa laayi barkha bahaar]2
Main na bolu, main na bolu aankhein kare ankhiyon se baat
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat

[Sunke matwaale kaale baadalo ka shor
Rhoom jhoom ghoom ghoom naache man ka moor] - 2
Sapno ka saathi chal raha mere saath
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat

[Jab milte ho tum to chhoote dil ke taar
Milne ko tum se main kyu tha beqaraar] 2
Reh jaati hai, reh jaati hai kyu hontho tak aake dil ki baat
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat
Yaad aaye kissi se woh peheli mulaaqaat
Rhim jhim ke taraane leke aayi barasaat

Other songs of the movie Kala Bazar

Apni To Har Aah
Khoya Khoya Chand
Na Main Dhan Chahoon
Saanjh Dhali
Sach Hue Sapne Tere
Yeh paisa bolta hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Suno Na

O Dholna

o rabbaa

Yaara Yaara

Hadh Ko Adab Ko Todd Ke

Sharaab Peena Zaroori Hai Zindagi

Dil Toot Gaya

Zindagi Mauj Udaane Ka Naam Hai