ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Karan Arjun > Jaati Hoon Mein

Karan Arjun ( Hindi Film Songs )

Bhangra Pa Le Aaja Aaja


Jaati Hoon Mein song lyrics

Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya

Voh kyoon bhala

Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya

Voh kyoon bhala

Khud se hi darrne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon

Khud se jo itna darrogi
Tum pyaar kaise karogi

Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya

Voh kyoon bhala

Khud se hi darrne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon

Khud se jo itna darrogi
Tum pyaar kaise karogi

Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya


Voh kyoon bhala

(Jaadu tere jism ka teri or kheenche mujhe
Kaabu na khud pe rahe jab jab main dekhoon tujhe) - 2

Kadam bahek jaayenge, yeh kyoon tumne socha
Kya meri chaahat pe tumko nahin bharosa

Tum par mujhko yakeen hai, khud par yakeen nahin
Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya

Voh kyoon bhala

Khud se hi darrne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon


Khud se jo itna darrogi
Tum pyaar kaise karogi

Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya

Voh kyoon bhala
Leke tere lab ki laali jeevan ko rangeen karenge
Aankhon mein tujhko bharenge, kal tak tabhi jee sakenge
Ho, leke tere lab ki laali jeevan ko rangeen karenge
Aankhon mein tujhko bharenge, kal tak tabhi jee sakenge

Khud ko sambhaale rakhiye, mujhko sambhaalne dijiye
Hosh main apne kho doon, itna pyaar na dijiye

Pyaar hai deewaanapan, hosh ka kaam nahin

Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya

Voh kyoon bhala

Khud se hi darrne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon

Khud se jo itna darrogi
Tum pyaar kaise karogi


Jaati hoon main

Jaldi hai kya

Dhadke jiya

Voh kyoon bhala

Jaati hoon main

Na na na na

Hm hm hm hm

Hm hm hm hm

La la la la

Hm hm hm hm

Hm hm hm hm

Na na na na

Other songs of the movie Karan Arjun

Bhangra Pa Le Aaja Aaja

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Race Is On My Mind

Mera Yaar Mila De

Ham Se aaya Na Gaya

Hamen Duniya Ko Dil Ke Zakhm

Zara Gungunalein Chalo

Dil Men Sama Gaye Sajan

Yaad Aa Rahi

Gata Rahe Mera Dil

Yaad Aai Aadhi Raat

Nain Tumhare Mazedar