ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Kareeb > Reet yahi jag

Kareeb ( Hindi Film Songs )

Chori chori jab
CHURA LO NA DIL
Haan judaai se darta
Tera Gussa


Reet yahi jag song lyrics

Shaad rakhe aabad rakhe
Rabba tenu
Ho rabba tenu
Shaad rakhe aabad rakhe
Rabba tenu

Ho mahiya reet yahi jag ki
Ho mahiya reet yahi jag ki

Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi
Aayi rut aayi rut aayi aaj murada di
Chheti chheti mehndi laava
Sona sona chura paawa
Chheti chheti mehndi laava
Sona sona chura paawa
Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi

Ho mahiya reet yahi jag ki
Ho mahiya reet yahi jag ki

In akhiyon mein jaaye kaise kajra re
In mein koi basta
Jis raste pe jaye le ke saajan re
Wo hai mera raasta
Koi milta hai
Koi bichhadta hai
Kaisa hai yeh rishta

Ho mahiya reet yahi jag ki
Ho mahiya reet yahi jag ki

Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi
Aayi rut aayi rut aayi aaj murada di
Chheti chheti mehndi laava
Sona sona chura paawa
Chheti chheti mehndi laava
Sona sona chura paawa
Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi

Pal do pal ab is aangan mein
Tera aur thikaana
Babul ki yeh nagri tujh ko
Chhod ke hoga jaana

Ho mahiya reet yahi jag ki
Jin galiyon mein maine guzara hai
Bachpan hansta gaata
Us aangan se us darwaaze se
Chhoot raha hai naata
Koi bataaye to
Koi samjhaaye to
Din yeh kyon hai aata

Ho mahiya reet yahi jag ki
Ho mahiya reet yahi jag ki

Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi
Dulhan bani hai banni aaj banno shehzadi

Other songs of the movie Kareeb

Chori chori jab
CHURA LO NA DIL
Haan judaai se darta
Tera Gussa

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Main Teri Tu Mera

Kab Tak Hazoor

Watan Walo

Parde Mein Rehne Do

Do You Wanna Partner

Raat Akeli Hai

Aye Gulbadan

Ik Manzil Raahi Do

Mere Khwabon Mein

Gori Ka Saajan