Music > Khalifa > Dil Machal Raha Hai Rang Badal Hai
Dil Machal Raha Hai Rang Badal Hai song lyrics
Dil machal raha hai rang badal hai
aag dil me lagi tu meeta de na
abhi samah nahin hai rang jamah nahin hai
char din aur yunhi bita de na
Ye berukhi kaisi hai char din is zindagi ke
ke do din jawani ke hai
woh tu aa jaana milke bitain sanam
ye dillagi chhodo koi hamey sang dekhlega
ke dar hai ke duniya ka nazron mein hi
rukhsar ho jayein hum
kya karegi duniya jal maregi duniya
tu jalan mere dil ki mita de na
abhi samah nahin hai rang jamah nahin hai
Aungi main doli main saj daj ke jab ghar piya ke
toh purhey hi karlena ji bar ke arman
aaye jo dil mein kabhi
dekho yeh tanhai jaane hamey phir kab milegi
toh lag ja gale se utha hai mohabat ka
toofan dil mein abhi
tu maan ja saiyan ab chhod de baiyan
jaage armaan abhi toh sulha de na
dil machal raha hai abhi samah nahin hai
Other songs of the movie Khalifa
Dek tujko dil ne kaha saathi janmoh ka mil gaya
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Anjana Dil Kya Jane 1
Chura Liyaa Hai Tumne
Reet yahi jag
Karvan guzar gaya
Nasha Nasha
Jodiya Ban Gayi
Muskurata Hua
Main Kya Jaanoo Kya Jadoo Hai
Mera Mann
|
|