ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Khushi > Jiya Mein Jiya

Khushi ( Hindi Film Songs )

Aaja Piya Aaja Piya
Good Morning India
Hai Re Hai Re
Khushi Aayee Re Aayee Re
Tere Bina Tere Bina Tere Bina


Jiya Mein Jiya song lyrics

Ho Jiya Maine Jiya

Tujhko Diya

O Piya Mere Piya

Yeh Kya Kiya

Nigahen Mili To Yeh Jaana

Deewana Main Tera Deewana

Likha Hai Yeh Dil Pe Fasana

Tujhe To Dilbar Hai Mana

Ho Jiya Maine Jiya

Tujhko Diya

O Piya Mere Piya

Yeh Kya Kiya



Hoto Pe Hasi

Teri Aankhon Mein Nasha

Tujhe Dekho To Mann Behke

Chaahon Mein Tujhko Din Rayna

Tujhse Mile Ke Aaye Chaina

Kali Kali Si Teri Zulfe Jo Udi

Teri Khushboo Se Tan Mehke

Ho Tujhse Mujhko Hai Yeh Kehna

Haan Teri Bahoon Mein Hai Rehna

Yeh Wada Kabhi Na Bhoolna

Hasake Mujhe Na Roolana

Bahana Koi Na Banana

Kabhi Kuch Na Mujhse Chupana

Ho Jiya Meine Jiya

Tujhko Diya





Dekha Sapna Hai Yehi To Armaan

Tujhe Pehnaoon Chudi Kangna

Ho Pyari Pyari Mulakaate

Achchi Lagti Hai Yeh Baate

Hai Tu Mera Jahaan

Tu Kahe To Meri Jaan

Doli Le Aaoo Tere Angna

Pyaasi Pyaasi Meri Raatein

Dekho Khwaabon Mein Baarate

Khayalon Ki Duniya Sajana

Jo Aana To Waapas Na Jana

Yeh Kasmein Hamesha Nibhana

Other songs of the movie Khushi

Aaja Piya Aaja Piya
Good Morning India
Hai Re Hai Re
Khushi Aayee Re Aayee Re
Tere Bina Tere Bina Tere Bina

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Koi Nahin Mera Is Duniya Men

Main Hoon Tere

Daane Daane Pe Likkha Hai

Har Chehara Yahaan Chaand

Kariye na kariya na

Deewane Dil

O Jogi Jab Se Tu Aata

Kyaa Adaa Kyaa Jalave Tere Paaro

Betaab Dil Ki Tamanna

Ham Kathputalen Kaath Ke