ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Kya Love Story Hai > Gumsum Hai Dil Mera

Kya Love Story Hai ( Hindi Film Songs )

Aye Khuda
Deewana Teri Aankhon Ka
Its Rocking
Jeena Kya Tere Bina
Miss You Everyday


Gumsum Hai Dil Mera song lyrics

Laakh chhupaale deewaane, banake rahenge Afsaane
Chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar
Gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2
ho khwaabon khayaalon mein, uljhe sawaalon mein, bas dekhe rasta tera
O jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
Laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane
Chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar

Aankhon mein nind, nindo mein khwaab, khwaabon mein tum mere
Dil ke kareeb, dhadkan ke paas rehna mujhe tere
Tera saath o tera saath o o o har pal rahe din raat
Meri duwaayon mein, meri sadaayon mein, tu mere mann mein basa
O jaana o jaana jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
Laakh chhupaale deewaane, banake rahenge afsaane
Chaahe tu maane ya na maane, ho gaya tujhko pyaar

Woh paas aaye,
Lab thartharaaye,
Khaamosh ho jaba
Haalat hamaari aakhir mein tumse kaise karu bayaan
Ek baar o o o Ek baar o o o kehde hai mujhse pyaar
Saara jahaan bhulu, main aasmaan chhu loon, ho Jaanu bas main tera
O jaana, o o o jaane jaana, o o o iss dil ka ilaaj kar - 2
Gumsum hai dil mera, aajkal gumsum hai dil mera - 2

Other songs of the movie Kya Love Story Hai

Aye Khuda
Deewana Teri Aankhon Ka
Its Rocking
Jeena Kya Tere Bina
Miss You Everyday

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Jidhar Dekhoon

Pyaar Ki Bahaar Le Ke

Piya Piya Piya Mora Jiya

Suno Na

Aakhri Alvida

Na shikva hota

Sayane Hai Janaab

Ae Ri Main To Prem Deewaani [Part-II]

Khushion Ki Koshish

Bholi Bhali Ladki