ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Kya Love Story Hai > Its Rocking

Kya Love Story Hai ( Hindi Film Songs )

Aye Khuda
Deewana Teri Aankhon Ka
Gumsum Hai Dil Mera
Jeena Kya Tere Bina
Miss You Everyday


Its Rocking song lyrics

Ude jab jab Zulfe teri - 2
Kawaariyon ka dil machale - 2, jind meriye
Jab aise chikne chehre - 2
Toh kaise na nazar phisale - 2, jind meriye

[It's rocking, yaara kabhi ishq toh karo
Its rocking, maro tum ishq pe maro] - 2
Chaahe agar yeh dil toh kya roshan jahaan karde
Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
[main sadke jaanwaan - 2
Ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2

Kya jamin hai kya palak, hai duniya jahaan talak
Dekho dekho silsila hai ishq ka
Chaahe gum de ya khushi, har haal mein yuunhi
Karo jara shukriya tum ishq ka
Zidd pe jo aa jaaye toh ik pal mein fanaa karde
Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
[Main sadke jaanwaan - 2
Ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2

Tujhe chaand ke bahaane dekhu - 2
Tu chhat par aaja goriye - 2, jind meriye
Abb chhedenge gali ke sab ladke - 2
Ke chaand bairi chhip jane de - 2, jind meriye

Isse jisne na kiya, mehroom woh huva
Use bhala kya pata hai ishq kya
Yeh isaki saadagi hai ru??? jindagi
Koi ise de pata hai ishq kya
Ye ishq jo chaahe toh puri har duva karde
Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
[main sadke jaanwaan - 2
ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2

[It's rocking, yaara kabhi ishq toh karo
It's rocking, maro tum ishq pe maro] - 2
Chaahe agar yeh dil toh kya roshan jahaan karde
Isaki inaayat ho toh jarre ko khuda karde
[Main sadke jaanwaan - 2
Ho ishq pe yaara main sadke jaanwaan] - 2
Main sadke jaanwaan

Other songs of the movie Kya Love Story Hai

Aye Khuda
Deewana Teri Aankhon Ka
Gumsum Hai Dil Mera
Jeena Kya Tere Bina
Miss You Everyday

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Darshan Pyaasi Aai Daasi

Namakool

Tune O Rangeele

Aaja Ke Intezaar Men

Dil Ka Rishta

Ab ke baar poonam mein

Badi Der Bhaii

Aaiye Meharabaan

Superman