Music > Laaga Chunari Mein Daag > Chunari Mein Daag
Chunari Mein Daag song lyrics
manawa mein mere aandhi hai uthi, bas stubdh khadi hoon main
saanson mein paar apani hi saans, nishabd khadi hoon main
duniya se jeeti jeeti, khud se haari bas dhwast khadi hoon mein
aaina main aur aks main, madmast khadi hoon main
laaga chunari mein daag chhupaau kaise
laaga chunari mein daag, chunari mein daag chhupaau kaise
ghar jaaou kaise, laaga chunari mein daag
cham cham cham cham jhanjhwaat, antar mein gunje divas raat
ek shunya shunya, tapti vishal, maaya ka madhyam mantra jaal
mann ki dasha se ladati main phirati vishwast khadi hoon main
mari laaj main hoon, chunar bhi main hoon, chunar pe daag bhi main
ho gayi maili mori chunariya, kore badan si kori chunariya - 2
jaake baabul se nazarein milaau kaise, ghar jaau kaise
laaga chunari mein daag chhupaau kaise - 2
main dhwast dhwast, main nasht mast, main saral viral main ativishti
main shaam shwet baadal me rate, nirjhar si jhari hoon main
andhiyaari raat deepak mein baat swapnil si bhari hoon main
kanchan ki kaaya apna hai saaya bas khud se ladi hoon main
lakadi mein gili thodi simi simi tham thamke chali hoon main
hai maaya maaya hai chhaaya chhaaya aatma par saaya main
nistubdh khadi hoon main, nishabd khadi hoon main
vishwast khadi hoon mein..... (laaga chunari mein daag)
Other songs of the movie Laaga Chunari Mein Daag
Hum To Aise Hain Ik Teekhi Teekhi Si Ladki Kachchi Kaliyaan Mat Todo Zara Gungunalein Chalo
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Kaun Hai Woh
Hum Bhool Gaye
O Sajana Barkha Bahaar Aai
Bahak Chale Mere Nainawa
Tumhe Qasam Hai Chale Bhi Aao
Tumse Bichhadkar Chain Kahan
Holi Ke Din
Diya Dil Dil Diya
O Soniye Dil Jaaniye
Aaya Mere Dil Men Tu Ban Ke Dil Ki Aarzu
|
|