ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Laawaris > Mere Angne Mein

Laawaris ( Hindi Film Songs )

Apni To Jaise Taise
Jiska Koi Nahin
Kab Ke Bichhde Hue
Kahe Paise Pe


Mere Angne Mein song lyrics

La la la la...
La la la la...
La la la la...
La la la la...

Mere angne mein
(Mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi lambi usska bhi bara naam hai) - 2
Kothe se lagado
Arre (kothe se lagado seerhi ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

Jiski biwi moti usska bhi bara naam hai
Jiski biwi moti, o moti, o moti, o moti moti moti
Jiski biwi moti uska bhi bara naam hai
Bistar pe litado
(Bistar pe litado gaade ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi kali usska bhi bara naam hai) - 2
Aankhon mein basalo
(Aankhon mein basalo surme ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi gori uska bhi bara naam hai) - 2
Kamre mein bithalo
(Kamre mein bithalo bijli ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Jiski biwi choti usska bhi bara naam hai) - 2
God mein bithalo, haan haan haan
(God mein bithalo bache ka kya kam hai) - 2
Mere angne mein tumhara kya kam hai

(Mere angne mein tumhara kya kam hai) - 2
Joh hai naam wala
Arre joh hai naam wala wahi toh badnaam hai
Mere angne mein, haan mere angne mein
Haan mere angne mein tumhara kya kam hai

Other songs of the movie Laawaris

Apni To Jaise Taise
Jiska Koi Nahin
Kab Ke Bichhde Hue
Kahe Paise Pe

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mera Juta Hai Japaani

Sun Mere Mitwa

Dhak Dhak Dhak

Do Ankhiyaan Jhuki Jhuki Si

Machal Ke Jabhi Bhi Aankhon Se

Aaisa Na Ho Ke Ein Vadiyon Mein Main Kho Jaun

O Dushmana

Tumhe Aaj Maine Jo Dekha

Holi Ke Din

chhote chhote taaron se gili gili palakon par