ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Lajja > Badi Mushkil Se

Lajja ( Hindi Film Songs )

Aa Hi Jaaiye
Jiyo jiyo
Kaliyug Ki Sita
Kaun dagar
Saajan Ke Ghar


Badi Mushkil Se song lyrics

badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa
ke jis zaleem ne tadapaayaa, us hi par mujhko pyaar aayaa
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa
badi mushkil se

iraade chhutane waale naa armaan tutane waale - 2
mujhe tujh par yakeen hai aye meraa dil lootane waale - 2
mujhe meri muhabbat
mujhe meri muhabbat kaa na ab tak aitabaar aayaa
badi mushkil se
badi mushkil se dil ki beqaraari ko qaraar aayaa
badi mushkil se

muhabbat raaz hai ye raaz baton mein na khul jaaye - 2
bahot rokaa, bahot chaaha na lab par dil ki baat aaye - 2
magar phir bhi tumhaaraa
magar phir bhi tumhaaraa naam, lab par baar baar aayaa

Other songs of the movie Lajja

Aa Hi Jaaiye
Jiyo jiyo
Kaliyug Ki Sita
Kaun dagar
Saajan Ke Ghar

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mat Jaiyo Naukariya Chhod Ke

Kyaa Adaa Kyaa Jalave Tere Paaro

Mere Dil Se Dillagi

Gumsum Kyon Hai Sanam

Bas Ek Tamanna Hai

Ai Sanam Yeh Zindagi

Huun Ek Dafa Ek Jungle

Aa Khushi Se Khudkhushi Kar Le

Aashiq Hu Ek Mehzabi Ka

Kaash Tum Mere Paas Hote