ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Lala Rukh > Aana Hi Padega

Lala Rukh ( Hindi Film Songs )

Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di
Tere Husn Ka Fasaana


Aana Hi Padega song lyrics

udaas udaas fizaaon mein noor chhalakaao
bujhe bujhe hue taaron ko hans ke chamakaao
gurur-e-husn salaamat na raah dikhalaao
rabag doob gayaa, khoone ab to a jaao

aana hi padegaa, aana hi padega
sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega
aana hi padega

( nagama mera har saans mein ras ghol raha hai
is saans ke parade mein khuda bol raha hai ) - 2
chheda hai agar saaz to gaana hi padega - 2
sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega
aana hi padega
aana hi padega a a

( tapakega lahu dard bhare raag se kab tak
khelegi teri mast ada aag se kab tak ) - 2
is khel mein ab haath jalaana hi padega - 2
sar ishq ke kadamon pe jhukaana hi padega
aana hi padega
aana hi padega a a

( ulfat kabhi duniya se daregi na dari hai
phoolon se javani ne sada maang bhari hai ) - 2
hansane ke liye zakhm to khaana hi padega

Other songs of the movie Lala Rukh

Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di
Tere Husn Ka Fasaana

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Nadiya Kinare Aao

Ham Tum Ye Bahaar

Chori Pe Chori

Mujhe Pyaar Karo

Chupke Se Koi

Woh Sham Kuchh Ajeeb Thi

Ab Kya Misaal Doon

Panna Ki Tamanna

Pyaare Darshan Di Jo Aae

Aankhon Mein Tum