ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Lala Rukh > Tere Husn Ka Fasaana

Lala Rukh ( Hindi Film Songs )

Aana Hi Padega
Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di


Tere Husn Ka Fasaana song lyrics

hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana
mere gulsitaan ka sab kuchh, tera sirf muskuraana

ye khule khule se gesoo, uthe jaise badaliyaan si,
ye jhuki jhuki nigaahen, gire jaise bijaliyaan si
tere naachate kadam mein hai bahaar ka khazaana
hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana ...

tera jhumana machalanaa, jaise sar (?) badal badal ke
mera dil dhadak raha hai, tu lachak sambhal sambhalake
kaheen ruk na jaaye zaalim is mod par zamaana
hai kali kali ke lab par, tere husn ka fasaana ...

Other songs of the movie Lala Rukh

Aana Hi Padega
Pyaas Kuchh Aur Bhi Bhadka Di

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Baharon Se Poochho

Hamen To Shaam E Gham Men

Ai Nargis-e-Mastaana

Kabhi Gham Se Dil Lagaya Kabhi Ashk Ke Sahare

Main Tujhse Aise Milun

Teri Aankhon Ka Andaz

Kachchi Kaliyaan Mat Todo

Guncha

Ya Ilaahi Ho Mubaarak

Kho Gaya Jaane Kahaan Aarzu Ka Jahaan