ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Love Ke Chakkar Mein > Suno Na

Love Ke Chakkar Mein ( Hindi Film Songs )

Ek Kamre Mein Hum Tum
Fata Fat Pyaar Ho Gaya
Love Ke Chakkar Mein
Sach Hai Sanam


Suno Na song lyrics

suno na suno na dil kya kehta hain - 2
suno na suno na dil jo kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain
kaho na kaho na dil jo kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain

yahi toh umar hain kaha pe nazar hain
hamein dekho tum baar baar
jawani ke din hain jawani ki raaten
yeh hota nahi baar baar
jawaan dhadkanein bhi yahi chahatein hai
ke ham tum milein bas milein
na tum kuchh socho na hum kuchh bhi soche
jahaan dil kahen ham chalen
chalo na chalo na achha mauka hain
ho suno na suno na dil kya kehta hain

mere paas tum ho toh dil keh raha hain
ke aaise mohabbat karein
mohabbat mein jaage mohabbat mein soye
mohabbat mein jiye marein
tumhari yeh baatein kyon behka rahi hain
ke dil pe huaan kuchh asar
behak na main jaaun kahi hadh se jyaada
ke jaane do lagta hain darr
daro na daro na dil yeh darta hain
suno na suno na dil kya kehta hain
deewane ham bhi deewane tum bhi
donon kare khul ke pyaar o mere yaar
suno na suno na dil kya kehta hain
kaho na kaho na dil jo kehta hain
tumpe marta hai yeh dil tumpe marta hain

Other songs of the movie Love Ke Chakkar Mein

Ek Kamre Mein Hum Tum
Fata Fat Pyaar Ho Gaya
Love Ke Chakkar Mein
Sach Hai Sanam

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aankh Khulate Hi Tum Chhup Gaye

Har Dil Main Hai

Soniye - Tu Hi Tu

Tu Meri Zindagi Hai

Paise Ki Pehchan Yahan

Ankhiyan Na Maar

Aawaz Dekhe Hamein

Aitbaar Tumse Pyar

Zamaana Ye Samjha Ke Ham Peeke Aaye

Bhaware Ki Gunjan