ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Maa Ka Aanchal > Jaane Kya Haal Ho

Maa Ka Aanchal ( Hindi Film Songs )



Jaane Kya Haal Ho song lyrics

Jaane Kyaa Haal Ho Kal Shiishe Kaa Paimaane Kaa
Aaj Dar ChoD Chalaa Hai Koii Maikhaane Kaa
Jaane Kyaa Haal Ho

Haath Tharraane Lage, Jaam Giraa Tuut Gayaa
Ye Koii Vaqt Na Thaa Aap Ke Yaad Aane Kaa
Jaane Kyaa Haal Ho

Phir Na Sharamaaoge Tum Apanii Kahaanii Sun Ke
Dard ThodAa Saa Milaa Lo Mere Afasaane Kaa
Jaane Kyaa Haal Ho

Bevafaaii Kaa Gilaa Sun Ke HaNsi Aatii Hai
DhuuNdhiye Aur Bahaanaa Koii TaDapaane Kaa

Jaane Kyaa Haal Ho Kal Shiishe Kaa Paimaane Kaa
Aaj Dar ChoD Chalaa Hai Koii Maikhaane Kaa

Other songs of the movie Maa Ka Aanchal



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Pooja Ka Tashan

Chal Chal Re Naujawan

Maine Ek Geet Likh Hai

Mere Man Men Uthe Umang

Tere Koonche Men Aramaanon Ki Duniya

Bedardi Baalama Tujh Ko

O Ajnabi Sad

Jaadu Hai Nasha Hai

O Dilwaalon Dil Ka Lagaana

Ab Mera Koun Sahaara