ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Mahaan > Yeh Din To Aata Hai

Mahaan ( Hindi Film Songs )

Jidhar Dekhoon
Pyar Mein Dil Pe


Yeh Din To Aata Hai song lyrics

(ye din to aata hai ek din jawaani mein
aankhe mile to lage aag paani mein
dil ko to khona hai khona hai kho jaaye
aage jo hona hai hona hai ho jaaye) - 2
ye din to aata hai ek din jawaani mein

ho jab koi dil mein samata hai, kya aag dil mein lagata hai
koi mohobbat jagata hai, raaton ki neende udata hai
yaadon mein khwaabon mein chori se aajaaye
aaye to pyaasa dil deewaana ho jaaye
ye din to aata hai ek din jawaani mein
aankhe mile to lage aag paani mein

hum hoke deewaane aaye hai, dil ki ye saugaat laaye hai
baatope tere hi saaye hai, sapane tere dil mein aaye hai
koi bhi jaane na kaise dil aa jaaye
aa jaaye dil mein jo dil se woh na jaaye
ye din to aata hai ek din jawaani mein
aankhe mile to lage aag paani mein
dil ko to khona hai khona hai kho jaaye
aage jo hona hai hona hai ho jaaye

ye din to aata hai

Other songs of the movie Mahaan

Jidhar Dekhoon
Pyar Mein Dil Pe

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mera Mann

O Dilwaalon Dil Ka Lagaana

Pyaar Mohabbat Sad

Meri Neend Jaane Lagi Hai

Vo Dur Jo Nadiya Bahati Hai

Koi Jab Raah Na Paae

Meri Tamannaaon Ki Taqdeer

Loneliness Is Killing

Deewane Pyar Ke Hum

Ban Ke Suhaagan Rahi Abhaagan