ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Main Prem Ki Diwani Hoon > Ladka Yeh Kehta Hai

Main Prem Ki Diwani Hoon ( Hindi Film Songs )

Aur Mohabbat Hai
Bani Bani
Bhatke Panchhi
Kasam Ki Kasam
O Ajnabi
O Ajnabi Sad
Papa Ki Pari
Sanjana...I Love You


Ladka Yeh Kehta Hai song lyrics

k: husn kaa maaraa hooN, dil se beghaanaa hooN
mastaanaa ajnabi hooN.., thoDaa saa deevaanaa hooN
mahki havaoN ne mujhko bulaayaa hai, pariyoN ki nagri mein pardesi aayaa hai-ai-ai

(taaD te chuk chuk tai taa, chuchaak chaak chuk chuk tai taa) -2

laDkaa ye kahtaa hai laDki se, hoNToN pe dabi dabi hansi se
aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se
taaD te chuk chuk tai taa, chuchaak chaak chuk chuk tai taa
laDkaa ye kahtaa hai laDki se, hoNToN pe dabi dabi hansi se
aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se
jaan lo, maan lo, chehraa meraa pahchaan lo
laDkaa ye kahtaa hai laDki se
chorus: la la la..

k: aap kaa saath to suhaanaa hai, baatoN mein meeThaa taraanaa hai
taaD te chuk chuk tai taa, chuchaak chaak chuk chuk tai taa
aap kaa saath to suhaanaa hai, baatoN mein meeThaa taraanaa hai
dil ke kone mein biThaa lo jee, kitnaa akelaa deevaanaa hai
laDkaa ye kahtaa hai laDki se, de do javaab mujhe jaldi se
aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se
jaan lo, maan lo, chehraa meraa pahchaan lo
laDkaa ye kahtaa hai laDki se

chorus: hoy hoy.., aa aa.., ya ya ya ya ya..

k: (kyuN Darti ho dil nahin toDooNgaa, main teraa saath nahin chhoDooNgaa) -2
mujhko kabhi aazmaa lo jee, tumse kabhi mooNh na moDooNgaa
laDkaa ye kahtaa hai laDki se, iThlaati sharmaati sharmeeli se
aayaa hooN door se karne main dosti, haath milaa lo ajnabi se
jaan lo, maan lo, chehraa meraa pahchaan lo
laDkaa ye kahtaa hai laDki se
chorus: la la la..

Other songs of the movie Main Prem Ki Diwani Hoon

Aur Mohabbat Hai
Bani Bani
Bhatke Panchhi
Kasam Ki Kasam
O Ajnabi
O Ajnabi Sad
Papa Ki Pari
Sanjana...I Love You

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Teri Yaad Aati Hain

Kar Gaya Re

Ghagra

Khalish

Yeh Ganpat Chal Daaru La

Matwale Hum Matwale

Mister John

Dil Hi To Hai Tadap Gaya

Meri Jaan Mujhe Choo Le