ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Malamaal Weekly > Kismat Se Chalti Hai

Malamaal Weekly ( Hindi Film Songs )

Hansani O Meri Hansani
Sar Sar Sar Sarti Hava
Sun Mere Mitwa
Yeh Ajooba

Kismat Se Chalti Hai song lyrics

ari sun sun gori kya hai itni bhi doori zara paas mere tu aa bhi ja
arey ja re ja re chhore kahe pichhe pade more ?? kahi aur chale ja

kismat se chalti hai yeh duniya kismat ka hai khel

aayi hoon main taqdeer banke kar le mujhse mel
apana bana le dil mein chhupa le daanv laga le
aazama le gale laga le mujhko chura le mera nasha le naina lada le

mehangi badi meri jaan hai dekhe yeh kispe qurbaan hai - 2
laankhon hazaaron ki bhid mein kiska naseeba balwaan hai
mere siva kuchh bhi nahi main hoon jahaan naseeba wahi
aa jaa mere raja
apana bana le dil mein chhupa le daanv laga le
aazama le gale laga le mujhko chura le mera nasha le naina lada le
kismat se chalti hai yeh duniya kismat ka hai khel

dhunde nazar woh pyar hoon khushiyon ki main bauchhar hoon - 2
aa jaaun main jo haath mein talvaar hoon aar paar hoon
mera jiya bas mein nahi abhi hoon kabhi hoon kahi
aa jaa mere raja
apana bana le dil mein chhupa le daanv laga le
aazama le gale laga le mujhko chura le mera nasha le naina lada le
kismat se chalti hai yeh duniya kismat ka hai khel - 2
aayi hoon main taqdeer banke kar le mujhse mel
apana bana le dil mein chhupa le daanv laga le
aazama le gale laga le mujhko chura le mera nasha le naina lada le

Other songs of the movie Malamaal Weekly

Hansani O Meri Hansani
Sar Sar Sar Sarti Hava
Sun Mere Mitwa
Yeh Ajooba

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tu Meri Zindagi Hai

Hai duniya usiki

Rootho Naa

Morey Piya

Sab Kuchh Luta Ke [Talat Version]

O Nighah-e-Mastana

Uppar Wale

Meri Duniya Mein

Sabaq aisa