ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Mangu > Mann More Ga Jhoom Ke

Mangu ( Hindi Film Songs )

Zara Pyaar Kar Le Baabu


Mann More Ga Jhoom Ke song lyrics

Singer: Aasha Bhonsle

mann more ga jhoom ke
rrut ye bahaar ki -2
ye mauj pyaar ki
laut ke na aayegi ghoom ke
ga
mann more ga jhoom ke

wo saamane hai
wo saamane hai, nigaahen mila
duniya hai kya do ghadi bhool ja
do ghadi bhool ja

rrut ye bahaar ki
ye mauj pyaar ki
laut ke na aayegi ghoom ke
ga
man more ga jhoom ke

barakha ho
barakha ho, baadal ho, aur wo sanam
koyal na kooke to haay sitam
haay haay sitam

rrut ye bahaar ki
ye mauj pyaar ki
laut ke na aayegi ghoom ke
ga
man more ga jhoom ke

naghamon ki
naghamon ki aisi utha mauj se
jaaun nikal baadalon se pare
baadalon se pare

rrut ye bahaar ki
ye mauj pyaar ki
laut ke na aayegi ghoom ke
ga
man more ga jhoom ke
rrut ye bahaar ki -2
ye mauj pyaar ki
laut ke na aayegi ghoom ke
ga
man more ga jhoom ke

******************************************

Other songs of the movie Mangu

Zara Pyaar Kar Le Baabu

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ankhiyan Na Maar

Soona Man Ka Aangan

Aasman Kehta Hai Rab Se

Haye Rama II

Pehli Baar Dil Ye

Bahut Door Chale Jana Hai

Baalam Tera Nakhra

Life Ban Jaayegi

Har Kisike Dil Mein

Rafa Dafa