ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Mangu > Zara Pyaar Kar Le Baabu

Mangu ( Hindi Film Songs )

Mann More Ga Jhoom Ke


Zara Pyaar Kar Le Baabu song lyrics

Singer: Shamshad Begum

zara pyaar kar le baabu
ikaraar kar le baabu
sun baat ek, dil de ke dekh
mohe ek baar baabu
zara pyaar kar le
ikaraar kar le
zara pyaar kar le

ye rrut, ye rang, ye gaane
tere liye hain deewaane
chupake se tu dil men aa ja
phir dekh maza jeene ka
kaali ghata ko thandi hawa ko
tera intazaar baabu

zara pyaar kar le
ikaraar kar le
zara pyaar kar le baabu
sun baat ek dil de ke dekh
mohe ek baar baabu
zara pyaar kar le
ikaraar kar le
zara pyaar kar le

aa ja gali men palakon ki
thandi hai chhaanv zulfon ki
aa mil ke jagaayen jaadoo
hone de nazar beqaaboo
pad jaaye dhoom yahin jhoom-jhoom
kare man pukaare baabu

zara pyaar kar le
ikaraar kar le
zara pyaar kar le baabu
sun baat ek dil de ke dekh
mohe ek baar baabu
zara pyaar kar le
ikaraar kar le
zara pyaar kar le

( jaldi se dil men rakh le dil
aa jaaye pyaar ki manzil ) -2
( tu ham ko, tujhe ham chaahen
khul jaayen dilon ki raahen ) -2
gaayen wo raag ruk jaaye aaj
jaati bahaar baabu

zara pyaar kar le
ikaraar kar le
zara pyaar kar le baabu
sun baat ek dil de ke dekh
mohe ek baar baabu
zara pyaar kar le
ikaraar kar le
zara pyaar kar le

******************************************

Other songs of the movie Mangu

Mann More Ga Jhoom Ke

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Yaaron Na Jaane Mujhe

Mera Sawala Salona

Hadh Se Jyada Sanam Sad

Doha

Bholi Bhali Ladki

Koi Na Koi Chahiye

Superman

Ladka Yeh Kehta Hai

Kahe Paise Pe