ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Mashooka > Mere Man Men Uthe Umang

Mashooka ( Hindi Film Songs )

Jhil-Mil Taare Karen Ishaare
Mera Bachapan Waapas Aayaa
O Dil Naa Lagaanaa
Zamin Bhi Chup Hai


Mere Man Men Uthe Umang song lyrics

Singer: Suraiyya

mere man men uthe umang balam
ban ke main
ban ke main tarang samaa jaaun, samaa jaaun
tere dil men samaa jaaun

mere pyaare piyaa kyaa tum ne kiyaa
meraa pahali nazar men dil chheen liyaa
main aaj jhum-jhum jaaun, balam
ban ke main
ban ke main tarang samaa jaaun, samaa jaaun
tere dil men samaa jaaun
mere man men uthe......

gaate hue saavan men rim-jhim ki boliyaan
nainon se bhar lo ji nainon ki jholiyaan
aa jaa piyaa, aa jaa piyaa
aa jaa chhu le mujhe
jo tu chhu le mujhe
main teri ho jaaun balam
ban ke main
ban ke main tarang samaa jaaun, samaa jaaun
tere dil men samaa jaaun
mere man men uthe......

ud jaaun piyaa teraa le ke jiyaa
main ne baadal ko aanchal men baandh liyaa
main aaj phooli na samaaun
ban ke main
ban ke main tarang samaa jaaun, samaa jaaun
tere dil men samaa jaaun
mere man men uthe......

********************************************

Other songs of the movie Mashooka

Jhil-Mil Taare Karen Ishaare
Mera Bachapan Waapas Aayaa
O Dil Naa Lagaanaa
Zamin Bhi Chup Hai

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hai

Banke Tera Jogi

Zinda Rahti Hain

Pyaar Men Tum Ne Dhoka Sikha

Sharara

O Dilwaalon Dil Ka Lagaana

Hum Ko Toh Jaan Se Pyari Hai

Kashmir Ki Kali Hoon Main

Jaane Vo Kaun Hai

Yaad Hain Woh Pehli