ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Mashooka > Zamin Bhi Chup Hai

Mashooka ( Hindi Film Songs )

Jhil-Mil Taare Karen Ishaare
Mera Bachapan Waapas Aayaa
Mere Man Men Uthe Umang
O Dil Naa Lagaanaa


Zamin Bhi Chup Hai song lyrics

Singer: Mukesh

zamin bhi chup hai, aasamaan bhi chup hai, kisi ki duniya ujad rahi hai
bata ai maalik ye kaisi qismat jo banate-banate bigad rahi hai

maasum dil ki haan pe naa kah diyaa kisi ne
aur bas isi bahaane gham de diyaa kisi ne

baad-e-sabaa jo aai aur phool muskaraae -2
sahalaa ke zakhm mere bahala diyaa kisi ne
aur bas isi bahaane gham de diyaa kisi ne

maalum kya tha ham ko hai ranj-o-gham ki duniyaa -2
sou-sou sitam uthaae do din ki zindagi men
aur bas isi bahaane gham de diyaa kisi ne

********************************************

Other songs of the movie Mashooka

Jhil-Mil Taare Karen Ishaare
Mera Bachapan Waapas Aayaa
Mere Man Men Uthe Umang
O Dil Naa Lagaanaa

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Tere jaisa kaun hai

Kahe Nainon Men Naina Daale Re

Yeh Faasle Har Lamha Tadpaaye

Chutti Hai

Tera Khayaal Dil Ko Sataayen

Dil Ka Na Karna Aitabaar Koi

Itani Badi Mahafil

O Main Nahin Bolana

tanh tanh ki suno jhankaar yeh duniya hai kala bazaar

Haqh Jata De