Music > Meenar > Zara Mudke To Dekho Saajana
| | Meenar ( Hindi Film Songs )
|
Zara Mudke To Dekho Saajana song lyrics
----------------------------------------------------------
[singers:- Lata & Talat Mahmood]
lata:
zara mud ke to dekho saajana
ho saajana
zara mud ke to dekho saajana
wo peechhe reh gaya bachapana
aur aage khadi hai jawaani-2
Talat:
bachapan ka zamaana ho chuka
ho, ho chuka
ye khel puraana ho chuka
ab hogi naee kahaani-2
lata:
din-raat badalate reh gaye
armaan machalte reh gaye-2
Talat:
aakaash ke taare hai wahin-2
duniya ke nazaare hai wahin
hai phir bhi naee kahaani-2
Lata:
zara mud ke to dekho saajana
Talat:
wo peechhe reh gaya bachapana
Both:
aur aage khadi hai jawaani-2
Lata:
shole ko bhadakana aa gaya
kyun dil ko dhadakana aa gaya
Both:
shole ko bhadakana aa gaya
kyun dil ko dhadakana aa gaya
Talat:
ye madhur milan ka saaz hai
dhadakan men chhupa ek raaz hai
is raaz ka naam jawani-2
Lata:
zara mud ke to dekho saajana
Talat:
wo peechhe reh gaya bachapana
Both:
aur aage khadi hai jawaani-2
Other songs of the movie Meenar
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Meri Wafayein Yaad Karoge
Vo Din Kahaan Gaye Bataa
Zoom Boombura
Mann More Ga Jhoom Ke
Gharbhar Me Uparwaley Ke
Meri Wafayein Yaad Karoge
Tera Kaam Hai Jalana
You
Log kahete hain ke hum lafange hain
|
|