ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Mera Gaon Mera Desh > Aja Aya Atariya Pe

Mera Gaon Mera Desh ( Hindi Film Songs )

Apni Prem Kahaniyan


Aja Aya Atariya Pe song lyrics

aayaa aayaa aTariyaa pe koi chor 3
o bhabhi aana zaraa dipak jalaanaa 2
[dekho balam hain ya koi aur
Dar gaI main ke mar gaI main
ke aayaa aayaa aTariyaa pe koi chor] 2
man uupar niche, khiDaki ke pichhe, ankhiyon ke nichhe
baiThi main sochuun saanvari, phir kaa karuun main baavari
bairi balam ho to chup rahuun main 2
duujaa koi ho machaa duun main shor
aayaa aayaa
dhokhaa khaayaa hai, ji ghabaraayaa hai, koi aayaa hai
nainon men naina jab gae, aangan men kangan baj gae
main naachi aise, kaThaputali jaise
naa jaane khenchI hai kisane Dor
aayaa aayaa
sau matadaari, kaari kajaraari, sainyaa main haari
detaa dikhaai kuchh nahin, chhup naa gayaa ho vo kahin
ghar men chhipaa to jaaegaa pakaDaa 2
man men chhipaa to phir kyaa hai zor
aayaa aayaa

Other songs of the movie Mera Gaon Mera Desh

Apni Prem Kahaniyan

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aawan Ankhiyan Jawan Ankhiyan

Ham Pyaar Tum Hi Se Karte Hai

Thande thande pani se nahana chahiye

Aakhir Tumhe Aana

Ham Bane Tum Bane Ek Duje Ke Liye

Dekhoon Tujhe To Pyar Aaye

O Sahiba O Sahiba

Koi Pyar Na Kare

Ticket To Hollywood

Zindagi Pyar Ki Do Char Ghadi