Music > Milan > Sawan Ka Mahinaa
Sawan Ka Mahinaa song lyrics
Sawan ka mahina, pawan kare sor
Sawan ka mahina, pawan kare sor
Hhmm, pawan kare sor
Pawan kare shor
Are baba shor nahin shor nahin .. Sor, sor
Pawan kare sor
Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache more..
Sawan ka mahina, pawan kare sor
Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache more
Sawan ka mahina, pawan kare sor
Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache more
Rama gajab dhaae, ye purwaiyya
Naiyya sambhalo kit, khoe ho khiwaiyya
Rama gajab dhaae, ye purwaiyya
Naiyya sambhalo kit, khoe ho khiwaiyya
Hey.. Purwaiya ke aage, chale naa koi zor
Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache more
Sawan ka mahina, pawan kare sor
Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache more
Maujhwa kare kyaa jaane, humko ishaara
Jaanaa kahaan hai poochhe, nadiyaa ki dhaara
Maujhwa kare kyaa jaane, humko ishaaraa
Jaanaa kahaan hai poochhe, nadiyaa ki dhaara
Hey.. Marzii hai tumhari, le jaao jis or
Jiyara re jhuume aise, jaise banmaa naache moree
Sawan ka mahina, pawan kare sor
Jiyara re jhuume re aise re , jaise banmaa naache moree
Other songs of the movie Milan
aaj dil pe koI zor chalataa nahin Bol Gori Bol Tera Koun Piya Hum Tum Yug Yug Mubaarak Ho Sab Ko Samaa Yeh Suhaanaa Ram Kare Aisa Ho Jaye Tohe Saanvariyaa Naahi Khabariyaa
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Dard Bhara Dil
Jab dil se dil takrata hai
Man Bhaavan Ke Ghar Jaae Gori
Yeh Dil Tumpe Aa Gaya
Sajna Ve Sajna
Tu Koun Hai Mera Keh de
Dil Paagal Hai
Shaayad Wo Ja Rahen Hain
Aaoge Jab Tum Sajnaa
Lagan Lagi
|
|