ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Mohabbat Zindagi Hai > Na Jaane Kyon

Mohabbat Zindagi Hai ( Hindi Film Songs )



Na Jaane Kyon song lyrics

Na jaane kyon

Na jaane kyon hamarey dil ko tumne dil nahin samja

na jaane kyon

yeh shisha todh dala pyar ke kabil nahin samja

na jaane kyon



Tadap bhi di is dil ko ke muskil ho gaya jeena

chalaye teer jo seene pe chalni ho gaya seena

aur us peh situm hai ke hamey ghayal nahin samja

na jaane kyon

na jaane kyon hamare dil ko tumne dil nahin samja



Hamara pyar dekho aur hamara hosla dekho

mohabbat ka junoon hamko kahan tak le chala dekho

tumhi ne jaan le lee aur tumhey qatil nahin samjha

na jaane kyon

Other songs of the movie Mohabbat Zindagi Hai



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mujhe Gale Se Laga Lo

Mahiya-Remix

Naadaan Muhabbat vaalon ke

Diwani Diwani

Bade Hai Dil Ke Kale

Zinda Hoon Main

Laal Chunariya

khalbali hai khalbali

Jodiya Ban Gayi

Meri Jaan Mujhe Choo Le