Music > Mr. Natwarlal > Mere Paas Aao
Mere Paas Aao song lyrics
Aao bachcho aaj tumhe ek kahani sunata hoon main
Sher ki kahani sunoge
Hoon
Hoon hoon
Mere pass aao mere dosto ek kissa suno 2
Kai saal pehle ki ye baat hai
Nolo na chup kyon ho gaye
Bhayanak andheri si yeh raat mein
Liye apni bandook main haath mein
Ghane jangalon se guzarata hua kahi ja raha tha -2
Ja raha tha
Nahi aa raha tha
Nahi ja raha tha
uff fo aage bhi to bolo na
Batata hu bata hu
Ghadi thi andhera magar sakt tha
Koi das sava das ka waqt tha
Larazata tha koyal ki bhi kook se
Bura haal hua us pe bhookh se
Laga todane ek beri se ber
Mere saamne a gaya ek sher
Koi gighghi banati nazar phir gayi
To bandook bhi haath se gir gayi
Main lapka wo jhapka
Main upar wo neeche
Woh aage main peechhe
Main ped pe wo peechhe
Are bachaao 2
Main daal-daal wo paat-paat
Main paseena wo baag-baag
Main sur mein wo taal mein
Yeh jungal paataal mein
Bachaao bachaao
Are bhaago re bhaago
Are bhaago
Phir kya hua
Khuda ki kasam maza aa gaya
Mujhe maar kar besaram kha gaya
Kha gaya
Lekin aap to zinda hain
Are ye jeena bhi koi jeena hai lallu
aain
Other songs of the movie Mr. Natwarlal
Pardesiya Yeh Sach Hai Piya Tauba Tauba
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Kar De Madad Garib Ki
Ham Mat Waale Naujawaan
Ek Bewafa Ko Dil Ka Sahaara
Maine Jisko Chaha
Chhota Sa Ghar
Musjhe Neend Naa Aaye
Tere Dwaare Pe
Dhan Dhan
Pyar Hua Hai Jab Se
Mujhe Mere Haal Pe Chhod Do
|
|