Music > Mr. Natwarlal > Tauba Tauba
Tauba Tauba song lyrics
Tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga
Hona hai jo ho jaane do
Aane wala aayega jaane wala jaayega
Tum na maano to jaane do 2
Jaane kiski baat karu main
Jaane kiska naam lu
Thodi der ruko main dhak-dhak
Karte dil ko thaam lu dhak dhak 3
Mera dil hai deewana deewanon
Ka deewana deewane ko samjhane do
Aane wala aayega ...
aa aa ha ha o ho ho
Main bebas hu tere bas mein mujhko ye ikraar hain
Oar ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hain
Ek hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha
Aisa mauqa to aane do
Aane wala aayega
Tumne socha hoga main aurat hu main kamzor hu
Main ghar mein kuch aur hu bahar main kuch aur hu
Main haseena tum daaku main sheesha tum patthar
Sheesha patthar takrane do
Other songs of the movie Mr. Natwarlal
Mere Paas Aao Pardesiya Yeh Sach Hai Piya
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Ishq Hua Kaise Hua
Saathi Haath Badhana
Ai Hamasafar Bata De Manzil
Tum Hi Mere Mandir
Agar Tum Na Hote
Ishq Mein
Bindiya Chamakne Lagi
Dooriyaan Nazadeekiyaan
Shakalaka Boom Boom
Roun Main Saagar Ke Kinaare
|
|