ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Muqaddar Ka Faisla > Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Phir Soch Raha Kyon Barson Ki

Muqaddar Ka Faisla ( Hindi Film Songs )



Na Kal Ka Pata Na Pal Ka Pata Phir Soch Raha Kyon Barson Ki song lyrics

Na kal ka pata na pal ka pata

na kal ka pata na pal ka pata

phir soch raha kyon barson ki

koi baat kare hai barson ki

koi soch raha kal parson ki

par bhai mere sach toh hai yeh

na pal ka pata na kal ka pata

phir soch raha kyon barson ki



Jo apni kismat ka lekha hai

kisne padha kisne dekha hai

haathon ki rekha jo padhta hai

jhoothi kahani woh gadhta hai

insaan ka kaha kab hai sach hua

na kal ka pata na pal ka pata



Yeh waqt har pal badalta hai

sukh dukh ke saanchey main dalta hai

chhoda nahin waqt ne Ram ko

phir aadmi ka kya anjaam ho

na jaane kahan kya hoga kahan

na kal ka pata na pal ka pata

Other songs of the movie Muqaddar Ka Faisla



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Mitwa

Raat Dhalane Lagi

So Ja Rajkumari

Dil Ne Yeh Kaha

Kaisi Haseen Aaj Bahaaron Ki Raat

Jhuka Jhuka Ke Nigaahen

Meri Zindagi Mein Tum Kyun Aaye

Tum Aaye To Hum Ko

O Nighah-e-Mastana

Ae Mere Humsafar Ae Meri