ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Naksha > Jatt Yamla

Naksha ( Hindi Film Songs )

Humko Apani Chahat Ka
Nasha Hai Aaj Dekhle


Jatt Yamla song lyrics

main toh hoon bada albela haazaron mein akela
zamana kahe mujhe pagla
kehna kisika na maane yeh kuchh nahi jaane
anaadi mera dil pehla
main tah yaara - 2 deewana thehra jatt yamla
main tah yaara deewana thehra jatt yamla
main toh hoon bada albela haazaron mein akela
zamana kahe mujhe pagla
kehna kisika na maane yeh kuchh nahi jaane
anaadi mera dil pehla
main tah yaara deewana thehra jatt yamla - 2

todu na kabhi apani kasmein
vaada jo karu woh nibhaaun
kar loon jo iraada kabhi toh
taaron ko bhi dharti pe laaun
jo sochu jo chahu main pal mein badal doon nazara
main tah yaara - 2 deewana thehra jatt yamla
main tah yaara deewana thehra jatt yamla

dil bole bole mera dil bole tu hi tu hi tu
saanson se aaye jaaye ab toh teri khushboo
tu hi meri zindagi hai
tu hi meri aashiqui hai
tu hi hai tu hi tu
dil bole bole mera dil bole tu hi tu hi tu
o ab na koi duji tamanna
mera hai yahi sirf sapana
laaye rang meri duaaen
chhute na kabhi saath apana
ho main tera tu mera hamesha banega sahara
main tah yaara - 2 deewana thehra jatt yamla
main tah yaara deewana thehra jatt yamla...

Other songs of the movie Naksha

Humko Apani Chahat Ka
Nasha Hai Aaj Dekhle

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aaj Kehna Zaroori Hai

Piyu Bole

Janemaan Janemaan

Tanha Jiya Na Jaye

Naa Milate Ham To Kaho

Mera Saaya Saath Hoga

Meri Zindagi Main Apni Chahat

Haye Re Woh Din

Boys Are Best

Chanda Re Chanda Re