ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Namak Halaal > Aaj Rapat Jaayen

Namak Halaal ( Hindi Film Songs )

Jawani Jan-E-Man
Pag Ghunghroo Baandh


Aaj Rapat Jaayen song lyrics

Arey arey arey na na na

Aaj rapat jaayen toh hamein na uthaiyyo

Aaj fisal jaayen toh hamein na uthaiyyo

Humein jo uthaiyyo toh - 2, khud bhi rapat jaiyyo

Ha khud bhi fisal jaiyyo

Aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hamein na Uthaiyyo



Barsaat mein thi kaha baat aaisi pehli baar barsi Barsaat aaisi - 2

Kaisi yeh hawa chali, paani mein aag lagi, jaane kya Pyas jagi re

Bheega yeh tera badan, jagaaye meethi chubhan

Nashe mein zoome ye mann re, kaha hu main Mujhe bhi yeh hosh nahi

Na ha ho ho 2 [aaj behak jaaye toh hosh na dilaiyyo ]2

Hosh jo dilaiyyo toh 2

khud bhi behak jaiyyo

Aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hamein na uthaiyyo



[Baadal mein bijli baar baar chamke

dil mein mere aaj pehli baar chamke]2

Haseena dari dari, baahon mein simat gayi, seene e lipat gayi re

Tujhe toh aya mazaa, tujhe toh aayi haseen, meri toh jaan fasi re

Jaanejigar kidhar chali nazar churake

Ha ha ho ho 2

[baat ulajh jaiyyo toh aaj na suljhaiyyo]2

Baat jo suljhaiyyo toh - 2, khud bhi ulajh jaiyyo

Aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hamein na uthaiyyo



Badal se chham chham se sharab barse saawari ghata se shabaab barse2

Boondon ki baji payal, ghata ne chhedi gazal, ye raat gayi machal re

Dilon ke raaz khule, fizaa mein rang ghule, jawaa dil khulke mile re

Hona tha jo hua wahi ab darana kya

Ha ha ho ho 2,

[Aaj doob jaaye to hame na bachaiyyo ]2

[Humein jo bachaiyyo toh ]2, khud bhi doob jaiyyo

aaj rapat ha ha aaj rapat jaiyyo toh hamein na uthaiyyo

Other songs of the movie Namak Halaal

Jawani Jan-E-Man
Pag Ghunghroo Baandh

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ankhiyon Se Gal Kar Gayi

Ishq Mein Dilko

Chaahoon Sona Chaandi

Madhuban Mein Radhika

Upar Khuda Aasmaan

Main Gaaon Tum Gaaon

Pankh Hote To Ud Jati re

Shehre ka husn ho nagme ki rawani ho tum

Chitthiye

San Sanana