ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Narasimha > Jao Tum Chahe Jahan

Narasimha ( Hindi Film Songs )



Jao Tum Chahe Jahan song lyrics

--MALE--
Hmm mm hmm mm mm mm hmm hmm
Hmm mm hmm mm mm hmm mm hmm
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan
Ke ek ladka duniya mein hai
Jo de sakta hai tumpe jaan

--FEMALE--
Aah aah aah, aah aa aa aa aah

--MALE--
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan - 2
Ke ek ladka duniya mein hai
Jo de sakta hai tumpe jaan
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan - 2

(Maine zindagi mein sirf tumse pyaar kiya
Lekin tumse kabhi naa poori tarah ikraar kiya) - 2
Dil mein chhupaaye hoon main kitne umange jawaan
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan
Ke ek ladka duniya mein hai
Jo de sakta hai tumpe jaan
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan

--FEMALE--
(Pighale gham ke baadal nikali hai chamkili dhoop
Maine dekha nahin tha zindagi ka aisa roop) - 2
Geet hawaaon mein hai, jhoom raha hai samaa
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan
Ke ek ladki duniya mein hai
Jo de sakti hai tumpe jaan
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan

Aao, mere dil mein, dhadkanon mein tum raho

--MALE--
Ab to meri mehbooba hoga vahi jo tum kaho

--FEMALE--
Aao, mere dil mein, dhadkanon mein tum raho

--MALE--
Ab to meri mehbooba hoga vahi jo tum kaho

--FEMALE--
Seene mein halchal si hai

--MALE--
Saanson mein hai aandhiyaan
Jao tum chaahe jahan, yaad karoge vahan
Ke ek ladka duniya mein hai
Jo de sakta hai tumpe jaan

--FEMALE--
Ke ek ladki duniya mein hai
Jo de sakti hai tumpe jaan

--MALE--
Jao tum chaahe jahan

--FEMALE--
Jao tum chaahe jahan

--MALE--
Yaad karoge vahan

--FEMALE--
Yaad karoge vahan

--MALE--
Jao tum chaahe jahan

--FEMALE--
Jao tum chaahe jahan

--MALE--
Yaad karoge vahan

--FEMALE--
Yaad karoge vahan

Aah, aa aa aah...

Other songs of the movie Narasimha



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Aye Mere Dil Kahin Aur Chal

Kar De Madad Garib Ki

Aaya Mere Dil Men Tu Ban Ke Dil Ki Aarzu

Race Is On My Mind

Aashiq Hoon

Aage Teri Marzi

Tumse Milkar Na Jaane Kyon

Jaane Kahaa Gayee

My Name Is Gurdeepa

Chaand Chhupata Hai