ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > nikaah > Chupke-chupke Raat Din

nikaah ( Hindi Film Songs )

Beete Hue Lamho Ki Kasak
Chehara Chhupa Liya
Dil Ke Armaan
Dil Ki Ye Aarzoo Thi
Fiza Bhi Hai Jawaan


Chupke-chupke Raat Din song lyrics

[singers:-Ghulam Ali]

chup ke chup ke raat din, aansu bahaana yaad hai
ham ko ab tak aashiqi ka, vo zamaana yaad hai

khinch lena vo mera parde ka kona baf-a-tan
aur dupatte men vo tera, munh chhupaana yaad hai
chup ke chup ke ............

berukhi ke saath sun na dard-e-dil ki daasataan
voh kalaai men tera, kangan ghumana yaad hai
vaqt-e-rukhsat alavida ka lafz kah ne ke liye
vo tere sookhe labon ka thar-tharaana yaad hai
chup ke chup ke ............

chori chori ham se tum aakar mile the jis jagah
muddatein guzarin par ab tak vo thikaana yaad hai
chup ke chup ke ............

dopahar ki dhoop men mere bulaane ke liye
vo chhajje par tera nange paanv aana yaad hai
chup ke chup ke ............

tujh se milate hi vo bebaaq ho jaana mera
aur tera daanton men vo ungali dabaana yaad hai
chup ke chup ke ............

tujh ko jab tanha kabhi paana to azraah-e-lihaaz
haal-e-dil baaton hi baaton men jataana yaad hai
chup ke chup ke ............

aa gaya agar vasl ki shab bhi kahin ziqr-e-firaq
vo teraa ro ro ke bhi mujh ko rulaana yaad hai
chup ke chup ke ............
***************************************

Other songs of the movie nikaah

Beete Hue Lamho Ki Kasak
Chehara Chhupa Liya
Dil Ke Armaan
Dil Ki Ye Aarzoo Thi
Fiza Bhi Hai Jawaan

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dukhi Man Mere

Jeena

Afasana Ban Gaya

Diwaani hoon diwaani hoon

Kaisi Paheli Zindagaani

Mohabbat Ke Dhokhe Men

Kasak Uthi Mere Maan

Ek Jhooth Hai Jis Ka

Dil Jale To Jale