ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > One 2 Ka 4 > Khamoshiyan Gungunane Lagi

One 2 Ka 4 ( Hindi Film Songs )

Hai Dil Ki Baazi Laga
I am Sorry
Osakka Muraya
Sona Nahi Na Sahi


Khamoshiyan Gungunane Lagi song lyrics

Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi
Sarboshi Kare Hawa, Chupke Se Muhje Kaha
Dil Ka Haal Bata, Dilbar Se Na Chhupha
Sun Ke Baat Yeh Sharm Se Meri Aankhen Jhuk Jaane Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi
Sarboshi Kare Hawa, Chupke Se Muhje Kaha
Dil Ka Haal Bata, Dilbar Se Na Chhupha
Sun Ke Baat Yeh Sharm Se Meri Aankhen Jhuk Jaane Lagi

Jaag Utha Hai Sapna, Kiska Meri In Aankhon Mein
Ek Nayee Zindagi Shaamil Ho Rahi Saasoon Mein
Kisi Ki Aandhi Hai Sada Hawaon Mein
Kisi Ki Baate Hai Dabi Si Hoton Mein
Raat Din Meri Aankhon Mein Koyi
Parchayee Lehraane Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi
Dil Ka Ye Caravan, Yuhi Tha Rawa Dawa
Manzil Na Humsafar, Lekin Main Meherbaan
Teri Woh Ek Nazar Kar Gayee Asar
Duniya Sawar Jaane Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi

Sharmo Haya Se Kehdo Khuda Haafiz O Meri Jaana
Hai Gadi Milan Ki Khudaara Laut Ke Na Aana
Raat Ka Parda Hamari Hi Khaatir
Saje Hai Hum Bhi To Tumhari Hi Khaatir
Jaise Jaise Tum Pass Aate Ho Saanse Ruk Jaane Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi
Dil Ka Ye Caravan, Yuhi Tha Rawa Dawa
Manzil Na Humsafar, Lekin Main Meherbaan
Teri Woh Ek Nazar Kar Gayee Asar
Duniya Sawar Jaane Lagi
Khamoshiyan Gungana Ne Lagi
Tanhaiyaan Muskuraane Lagi

Other songs of the movie One 2 Ka 4

Hai Dil Ki Baazi Laga
I am Sorry
Osakka Muraya
Sona Nahi Na Sahi

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Dil Ka Koi Tukda

Ek Shahenshah Ne Banvake

Nazrana

Hum Pyar Karnewale

Musafir Hoon Yaron

Tu Jo Nahin Hai II

Ye Raat Ye Chaandani Hemant Version]

Ahista Ahista - Tum Dil Mein

Teri Meri Prem Kahani

Jaate Hue Yeh Pal