ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Parineeta > Kaisi Paheli Zindagaani

Parineeta ( Hindi Film Songs )

Dhinak Dhinak Dha
Hui Main Parineeta
Kasto Mazza
Piyu Bole
Raat Hamari To
Soona Man Ka Aangan


Kaisi Paheli Zindagaani song lyrics

nayi nahi yeh baaten
yeh baaten hai purani
kaisi paheli hai yeh
kaisi paheli zindagaani
ha ha ha roka hai kisne
ha yeh toh behta paani
kaisi paheli hai yeh
kaisi paheli zindagaani
la la la la
la la la la
zu zu zu zu
zu zu zu zu zu
pee le isse ismein nashaa
jisne piya woh gam mein bhi hasa
pal mein hasaye aur pal mein rulaye yeh kahani
kaisi paheli hai yeh kaisi paheli zindagaani
ha ha roka hai kisne
yeh toh behta paani
kaisi paheli hai yeh
kaisi paheli zindagaani

la la la la
la la la la
zu zu zu zu
zu zu zu zu zu
aankhon mein gar sapana naya
aansu tera ik moti hai bana
duuri sajan se jaise duri
yeh shaam ho suhaani
kaisi paheli hai yeh kaisi paheli zindagaani
ha ha roka hai kisne
yeh toh behta paani
kaisi paheli hai yeh
kaisi paheli zindagaani
uu baby
nayi nahi yeh baaten
yeh baaten hai purani
kaisi paheli hai yeh
kaisi paheli zindagaani
ha ha ha roka hai kisne
ha yeh toh behta paani
kaisi paheli hai yeh
kaisi paheli zindagaani

Other songs of the movie Parineeta

Dhinak Dhinak Dha
Hui Main Parineeta
Kasto Mazza
Piyu Bole
Raat Hamari To
Soona Man Ka Aangan

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Meri Duniya

Mera Jaisa Koi Nahin

Kahaan Ja Raha Hai

Jab Tumhe Aashiqui Maloom

Chanda Re Chanda Re Chhupe Rehna

Kaliyug Ki Sita

Yaaron Na Jaane Mujhe

Yeh Khushi Ki Mehfil

Aazmaale Aazmaale

Maula