ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Parwana > Pyar To Hota Hai Pyar

Parwana ( Hindi Film Songs )

Deva Ho Deva
Jo Pallu Gira Diya
Tumko Hi Chahenge

Pyar To Hota Hai Pyar song lyrics

Na Shahar Mein Huaa Na Hi Ghar Mein Huaa
Pyaar To Bas Huaa Ik Nazar Mein Huaa
Ye To Aaye Nazar Dil Ke Paar
Pyaar To Hotaa Hai Pyaar Pyaar To Hotaa Hai Pyaar

Har Saans Mein Ab Teri Baat Hai
Meri Zindagi Ab Mere Saath Hai
Tu Ban Gayee Hai Zaroorat Meri
Tere Liye Hai Mohabbat Meri
Maine Sunaa Isko Tune Sunaa
Ye Ishq Hai Dhadkanon Ki Sadaa
Dil Pe Chhaayaa Hai Iskaa Khumaar
Pyaar To Hotaa Hai Pyaar Pyaar To Hotaa Hai Pyaar
Pyaar To Hotaa Hai Pyaar Pyaar To Hotaa Hai Pyaar

Sun Mere Yaaraa Yaaraa Yaa Raa
Sun Mere Yaaraa Yaaraa Yaa Raa

Aisaa Kabhi Pahle Hotaa Na Thaa
Meraa Chain To Aise Khotaa Na Thaa
Kaise Huyee Aisi Haalat Meri
Paagal Banaati Hai Chaahat Teri
Tujhko Khabar Na Mujhe Thaa Pataa
Is Dard Ki Na Koi Hai Davaa
Ham To Rahne Lage Beqraar
Pyaar To Hotaa Hai Pyaar Pyaar To Hotaa Hai Pyaar
Pyaar To Hotaa Hai Pyaar Pyaar To Hotaa Hai Pyaar

Na Shahar Mein Huaa Na Hi Ghar Mein Huaa
Pyaar To Bas Huaa Ik Nazar Mein Huaa
Ye To Aaye Nazar Dil Ke Paar
Pyaar To Hotaa Hai Pyaar Pyaar To Hotaa Hai Pyaar
Pyaar To Hotaa Hai Pyaar Pyaar To Hotaa Hai Pyaar

Other songs of the movie Parwana

Deva Ho Deva
Jo Pallu Gira Diya
Tumko Hi Chahenge

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Sun Suniyo

Chori Pe Chori

Pardesi Jana Nahin

Ulfat Ka Saaz Chhedo

Aye Mere Pyare Watan

Sainyaa Dil Men Aana Re

Tu Hain Tu Hain

Aye Baad-e-saba

Main Agar Kahoon

Aaj Kahaan Ja Ke Nazar TakaraaiBaaten