ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Patthar Ke Khwab > Yaadon Ka Sahara Na Hota

Patthar Ke Khwab ( Hindi Film Songs )



Yaadon Ka Sahara Na Hota song lyrics

Yaadon Kaa Sahaaraa naa Hotaa Ham Chhod Ke duniyaa Chal dete
Ye dard Jo Pyaaraa naa Hotaa Ham Chhod Ke duniyaa Chal dete

Tuutaa Huaa dil Tuute Armaan Terii Hai Amaanat Paas Mere
Ye dil Jo Tumhaaraa naa Hotaa Ham Chhod Ke duniyaa Chal dete

Shaayad Ke Tere Kaam Aa Jaaye Ye Jaan Merii O Jaan-E-Jigar
Qismat Kaa Ishaaraa naa Hotaa Ham Chhod Ke duniyaa Chal dete

Ruk Jaaye Kahaan Ye Kis Ko Khabar dauraan-E-Safar Yaa Manzil Par
Gardish Men Sitaaraa naa Hotaa Ham Chhod Ke duniyaa Chal dete

Other songs of the movie Patthar Ke Khwab



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Banjar

Yeh Din Kya Aaye

Betaab Hum Aawara

Toh Phir Aao

Tune O Rangeele

Kaisi Hai Yeh Rut

Tumhe Aaj Maine Jo Dekha

Dekha Hai Teri Aankhon

Main Khushnasib Hun

Corporate World