ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Payal Ki Jhankaar > Dekho Kanha Nahi Maanat Batiyan

Payal Ki Jhankaar ( Hindi Film Songs )



Dekho Kanha Nahi Maanat Batiyan song lyrics

dekho kaanha nahi maanat batiyaan

chaliya chhede baansuriya

dekho kaanha nahi maanat batiyaan



bansi baja ke kare barjori

binati karu par maane nahi mori

dekho -

dekho roke hamari dagariya



jamuna pe aayi bharan gagariya

jamuna pe aayi bharan ...



neer bharat jamuna tat par jab bhar bhar neer uthaayi gagar

tab dagar chalat mohe chhedat langar

hato jaao ji kunvar, phooti jaat gagar

mohe chhod chhod maadhav, maadhav, maadhav -3



jamuna pe aayi bharan gagariya

main to bholi shyaama gujariya

bhari gagari pe maare kankariya

chhaliya chhede baansuriya

dekho kaanha nahi maanat batiyaan



deem taare naadir dena dere na

deem ta deem ta deem naadir dena dere na

naadir na deem ta deem ta deem ta deem dere na

dere na deem

o dir dir taani deem taani deem dere na

ta deem ta deem ta deem ta deem dere na

dha kith tak dhum kit tak dhi taa, dha taa, dha ta

deem taare naadir dena dere na dere na dere na



gopaal! gopaal! gopaal!

bin gopaal bhayo braj suno



kahaan ho gopaal -3

bin gopaal bhayo braj suno

madhuvan soono, yamuna suni

aaj kadam ki chhainya suni

yashoda ko ghar aangan suno

nand baaba ki akhiyaan suni

sooni sooni dadhi ki matakiyaan

raadha raani ko man suno

Other songs of the movie Payal Ki Jhankaar



CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Diwani Diwani

Oh meri mehbooba mehbooba mehbooba

Dekha Ek Khwab To

Chhota Sa Ghar

Andhe Jahan Ke

Humko Sirf Tumse Pyar

Chithi Aayi Hai

Baadshah O Baadshah

Jo Haal Dil Ka

Bhai Batur