ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Paying Guest > Chaand Phir Nikalaa

Paying Guest ( Hindi Film Songs )

Chhod Do Aanchal
Chupke Chupke Rukte Rukte
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin
O Nighah-e-Mastana


Chaand Phir Nikalaa song lyrics

(Chaand phir nikla, magar tum na aaye
Jala phir mera dil, karoon kya main haaye) -2
Chaand phir nikla..........

(Yeh raat kehti hai woh din gaye tere
Yeh jaanta hai dil ke tum nahin mere) -2
Khadi hoon main phir bhi nigahein bichhaye
Main kya karoon haay ke tum yaad aaye
Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil, karoon kya main haay
Chaand phir nikla...........................

(Sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hain
Lo ab chale aao ke dam ghuthta hain) 2
Jala gayi tan ko, bahaaron ke saaye
Main kya karoon haaye ke tum yaad aaye
Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil karoon kya main haay
Chaand phir nikla.................................

Other songs of the movie Paying Guest

Chhod Do Aanchal
Chupke Chupke Rukte Rukte
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin
O Nighah-e-Mastana

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Udhar Vo Chaal Chalate Hain

Jaan Meri Jaan-E-Jaana

Phir Raat Kati

O Dil Janiya Lage Na Jiya Tere Bina Galiyon Mein

Zindagi Kya Baat

Chaand Chuppa Badal Mein

Agle Janam Mohe Bitiya - 2

Ram Kare Aisa Ho Jaye

Kachchi Sadak

O Jaanewaale Chaand