Music > Paying Guest > Maana Janaab Ne Pukaara Nahin
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin song lyrics
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawaara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawaara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin
Yaaron Ka Chalan He Ghulami, Dete Hain Haseeno Ko Salaami (2)
Gussa Na Kijiye, Jaane Bhi Dijiye, Bandagi To Bandagi, To Lijiye Saahab
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawaara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin.
Toota Phoota Dil Yeh Hamaara, Jaisa Bhi Hai Ab Hai Tumhara (2)
Idhar Dekhiye, Nazar Phenkiye, Dil Lagi Na Dil Lagi Na Kijiye Saahab
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawaara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin
Masha Allah Kehna To Maana, Ban Gaya Bigda Zamaana (2)
Tumko Hansa Diya Pyaar Sikha Diya(2)
Shukriya To, Shukriya To, Kijiye Saahab
Maana Janaab Ne Pukaara Nahin Kya Mera Saath Bhi Gawaara Nahi?
Mufte Main Banke Chal Diye Tan Ke Wallah Jawaab Tumhaara Nahin
Hai Wallah Jawaab Tumhaara Nahin Hai
Hai Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin Hai
Hai Wallaah Jawaab Tumhaara Nahin Hai
[KISHOR KUMAR:PAYING GUEST:1957:SHANKER JAI-KISHAN]
Other songs of the movie Paying Guest
Chaand Phir Nikalaa Chhod Do Aanchal Chupke Chupke Rukte Rukte O Nighah-e-Mastana
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Jawan Tum Ho
Jogan Ban Jaoongi
Pyar Jab Tera Mera Hua Zamana Munh Dekta Rahey Gaya
Tala Tum Tala Tum
Chhabeela Rangila
Miss You Everyday
Kumari
Yeh Desh Hai Veer Jawanon Ka
Awaara Bhanwre
Ae Nazneen Suno Na
|
|