Music > Phir Bhi Dil Hai Hindustani > Aur Kya
Aur Kya song lyrics
Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhare
Aur kya, aur kya, aur kya - 2
Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang sa hai
Yeh rang saare hai bas tumhare
Aur kya, aur kya, aur kya
Eh hey hey, aah haa haa - 2
Tum aaye ho to dekh lo
Naya naya sa lage yeh jahaan, ho
Haan haan haan haan haan, oh ho
Haseen haseen hai yeh zameen
Dhula dhula sa hai yeh aasmaan
Tum ho to hai yeh samaa
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
Dhadak raha hai dil mera
Jhuki jhuki hai palkein yahan, ho
Haan haan haan haan haan, oh ho
Jo dil mein ho, voh keh bhi do
Ruki ruki si hai yeh daastaan
Jazbaat maange jubaan
Aur kya, aur kya, aur kya, aur kya
Tum aaye to hawaaon mein ek nasha hai
Tum aaye to fizaaon mein rang saa hai
Yeh rang saare hai bas tumhare
Aur kya, aur kya, aur kya - 2
Other songs of the movie Phir Bhi Dil Hai Hindustani
Banke Tera Jogi I am The Best Kuch To Bata Phir Bhi Dil Hai Hindustani
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Namumkin
Bhaiyyaji Ka Tashan
Deewane Pyar Ke Hum
Jalwa
Jo Pyaar Karta Hai
Tera Sarafa
Premi Aashiq Aawara
Door Se Paas
Ek Baar To India
O Yaara Dhol Bajake
|
|