Music > Professor > Khuli Palak Mein Jhoota Guzza
Khuli Palak Mein Jhoota Guzza song lyrics
zaraa thaharo, zaraa thaharo,
sadaa, mere dil kii, zaraa sunatii jaa_o.
khulii palak me.n, jhuuthaa gussaa,
band, palak me.n, pyaar,
jiinaa, bhii mushkil, haay,maranaa, bhii mushkil.
aa.nkho.n me.n,ikaraar kii,jhalkii,
hotho.n par,inkaar,
jiinaa, bhii mushkil, haay,maranaa, bhii mushkil.
jis din se, dekhaa, tumako,
tum, lage mujhe, apane se,
aur, aake rahe, aa.nkho.n me.n,haay,
aur, aake rahe, aa.nkho.n me.n,
ik, manachaahe, sapane se,
samajh naa aaye,kyaa jiitaa mai.n,
aur, gayaa kyaa, haar,
jiinaa, bhii mushkil,haay,
maranaa, bhii mushkil.
...
khulii palak me.n, jhuuthaa gussaa,
band, palak me.n, pyaar,
jiinaa, bhii mushkil, haay,
maranaa, bhii mushkil.
Tum, pyaar chhupaake, haare,
mai.n, pyaar, jataake, haaraa,
ab to saarii, duniyaa pe,haay,
ab to saarii, duniyaa pe,
zaahir hai, haal,hamaaraa,
pahu.nch ke, is manzil pe lautanaa,
ab to hai dushwaar,
jiinaa, bhii mushkil, haay, maranaa, bhii mushkil.
...
khulii palak me.n, jhuuthaa gussaa,
band, palak me.n, pyaar,
jiinaa, bhii mushkil, haay,
Other songs of the movie Professor
Aawaz Dekhe Hamein Aye Gulbadan
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Piya
Mere Dil Vich U n I)
Bhai Batur
Main Duniyaa Bhulaa
Aaj Hum Tum O Sanam
Jukke Jo Tere Naiyana
Ye Mausam Aaya Hai
Hamen To Shaam E Gham Men
Koi Mil Gaya
|
|