ApunKaChoice : Bollywood
  Set as Homepage | Add to favorites

Music > Pyaar To Hona Hi Tha > Aashiq Hoon Main

Pyaar To Hona Hi Tha ( Hindi Film Songs )

Aaj Hai Sagaai Sun Ladki Ke Bhai
Ajnabi Mujhko Itna Bata
Jab Kisiki Taraf Dil
Pyar To Hona Hi Tha


Aashiq Hoon Main song lyrics

Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Baharoon Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawan Hai
Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Baharoon Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawan Hai
Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale
Male:
Aashiq Hoon Main Jaan-E-Jigar...
Mujh Pe Apne Husn Ki Bijali Na Giraa
Female:
Aa Chehre Pe Daal Doon
Zulfoon Ki Ghataa
Male:
Khwaabon Ki Hoor Hai Tu
Female:
Kyoon Mujhse Door Hai Tu
Male:
Hey, Khushboo Ki Raahon Mein
Female:
Aa Meri Baahon Mein
Male:
Main Seene Se Lagaa Loon
Khayalon Mein Basaa Loon
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Mere Samne Mehboob Hai
Mausam Jawaan Kya Khoob Hai
Male:
Waffa Ka Afsana
Likhenge Jaan-E-Jaana
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Haan Haan, Jaan-E-Jigar...
Abh Na Hoga Kum Kabhi
Ulfat Ka Nasha
Male:
Karti Hai Pagal Mujhe
Teri Har Adaa
Female:
Itna Hi Kehna Hai
Male:
Palkoon Mein Rehna Hai
Female:
Ek Lamhaa, Ek Bhi Din
Male:
Jeena Kya Tere Bin
Female:
Ye Meri Zindgaani
Hai Teri Hi Kahaani
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Male:
Kuch Tum Kaho
Kuch Main Kahoon
Aise Main Kyoon Doori Sahoon
Female:
Nigaahon Mein Basaaon
Main Teri Ban Jaaon
Ye Bairi Zamaana Jaale To Jaale
Male:
Aashik Hoon Main, Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Female:
Aashik Hoon Main, Jaan-E-Jigar
Mujhe Dekh Le Bus Ek Nazar
Male:
Baharoon Ka Samaa Hai
Humara Dil Jawan Hai
Ye Baairi Zamaana Jaale To Jaale
Female:
Jaale To Jaale
Male:
Ye Baairi Zamaana
Female/Male:
Jaale To Jaale...

Other songs of the movie Pyaar To Hona Hi Tha

Aaj Hai Sagaai Sun Ladki Ke Bhai
Ajnabi Mujhko Itna Bata
Jab Kisiki Taraf Dil
Pyar To Hona Hi Tha

CRICKET ZONE
Live Cricket Coverage

More Movie Song Lyrics

Ankhiyan Na Maar

Dil Machal Raha Hai Rang Badal Hai

Kab Ke Bichhde Hue

Bairi Piya

Ek Do Teen

Saanjh Dhali

Its Rocking

Choti Si Umar Mein Lag Gaya Rog

Kahe Jhoom Jhoom Raat Yeh

Jab Haal-e-dil Tumse