Music > Qayamat Se Qayamat Tak > Papa kehte hain bada naam
Papa kehte hain bada naam song lyrics
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Beta hamara aisa kaam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Baithe hain milke sab yaar apne
Sabke dilon mein armaan yeh hai
Baithe hain milke sab yaar apne
Sabke dilon mein armaan yeh hai
Wo zindagi mein kal kya banega
Har ek nazar ka sapna yeh hai
Koi engineer ka kaam karega
Business mein koi apna naam karega
Magar yeh to koi na jaane
Ki meri manzil hai kahan
Papa kehte hain bada naam karega
Mera to sapna hai ek chehra
Dekhe jo usko jhoome bahar
Mera to sapna hai ek chehra
Dekhe jo usko jhoome bahar
Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam
Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar
Banda ye khoobsurat kaam karega
Dil ki duniya mein apna naam karega
Meri nazar se dekho to yaaron
Ki meri manzil hai kahan
Other songs of the movie Qayamat Se Qayamat Tak
Ae Mere Humsafar Ae Meri Akele Hain Toh Kya Gam Gajab Ka Hain Din
|
CRICKET ZONE Live Cricket Coverage
More Movie Song Lyrics
Mujh Ko Apane Gale Laga Lo
Saaiyaan
Rangoli Sajaao Re
Aaja Re Aaja Kahin Se Aaja
Teri Aankhon Ka Andaz
Kuch Pal Palkhon Main
Pehele miley teh sapnon mein aur aaj samne paaya
Manzil Vahi Hai Pyaar Ki
Chupke Se Koi
Pal Bhar Ke Liye
|
|